Poems >> Advice
धूम्रपान एक कार्य महान
सिगरेट है संजीवनी पीकर स्वास्थ्य बनाओ
समय से पहले बूढ़े होकर रियायतों का लाभ उठाओ
सिगरेट पीकर ही हैरी और माइकल निकलते हैं
दूध और फल खाकर तो हरगोपाल बनते हैं
जो नहीं पीते उन्हें इस सुख से अवगत कराओ
बस में रेल में घर में जेल में सिगरेट सुलगाओ
अगर पैसे कम हैं फिर भी काम चला लो
जरूरी नहीं है सिगरेट कभी कभी बीड़ी सुलगा लो
बीड़ी सफलता की सीढ़ी इस पर चढ़ते चले जाओ
मेहनत की कमाई सही काम में लगाओ
जो हड्डियां गलाते हैं वो तपस्वी कहलाते हैं
ऐ कलयुग के दधीचि हड्डियों के साथ करो फेफड़े और गुर्दे भी कुर्बान
क्योंकि धूम्रपान एक कार्य महान
Naveli dulhan ki Ho rahi thi vidai Bar bar rone ke liye Ker rahi thi try Banavati hichki li Pehli, Tabhi dulhan ki maa boli Pagli, Yahi rone lage gi to Sara make up dhuul jayega Teri sunderta ka Raaz khul jayega Sunker ladki ne kaha Tab main kya karu maa Maa boli , Ari Teri akkl abhi tak khoti hai Royega tera dulha tu kyo rota hai.
Raat phir khawaab main aa kar mujhse Meri ammi ne kuchh sawaal kiye Usse pahley mujhey duaa ye di Khuda karey ki tu sau saal jiye Unki aankhon main mahobbat bhi thi,
Afsos bhi tha Ek aaNsu bhi tha un aankhon main Jo chillata bhi tha, khamosh bhi tha Mujhse poocha ki betey kaisey ho Koi diqqat to nahin hai tumko
Phir kaha
Tumko maloom hai kya Main badi takleef main hoon Jab se laiti hoon so nahin payee Tumhaari wajah se main khul ke ro nahin payee Terey gunaah mujhko saanp banke danstey hain Farishtey aakar har roz fiqrey kastey hain
Tumhi bataao beta mainey kya kami ki thi Merey samjhaney main kami thi kya Ya meri tarbiyat adhoori thi Kyon burey kaam roz kartey ho Kyon nahin us khuda se dartey ho Jisney tumko ye jaan bakshi hai Jisney tumko amaan bakshi hai
|