![]() |
| Free Software | Cinema | Wallpaper | SMS | Jokes | Poems | Story | Time Pass | Facts |
| Poems >> Beti
os ki bundo ki tarah hoti hai betiya, maa baap ki dulari hoti hai betiya, jaan se pyari hoti hai betiya, maa baap k dard me hmdard hoti hai betia, roshan karega beta to bs ek hi kul ko 2 2 kul ki laaj hoti hai betiya, heera hai agar beta to sacha moti hai betiya kanto ki raha pr chalti h betiya, auro ki raha me ful banti hai betiya, kahne ko parayi amanat hai betiya, pr beto se b apni hoti hai betia, Mein beti bankar aayi hoon Maa-baap ke jeevan mein Basera hai aaj kal mera kisi aur ke aangan mein Kyon yeh reet bhagwan ne banayi hogi kehte hain aaj nahi toh kal tu parayi hogi De kar janam pal-poskar jisne hamein bada kiya aur waqt aaya toh unhi haathon se hamein vida kiya betiya isse samajhkar paribhasha apne jeevan ki bana deti hai abhilasha ek atoot bandhan ki kyon rishta hamara itna ajeeb hota hai kya bas yahi hum betiyon ka naseeb hota hai Gauranveet hai maa baap, aap srujan seelta beti bankar aayi basera hai aapka kisi aur ke aanga mai, aapka tyag hi bana abhimaan maa baap ka bhagwan bhi komalta ka prateek hai, tau uski pasand bhi komalta hi hai komalta ke saath srujanta ki atoot taakat, yehi visistata tau betiyon ki reet hi hai tyaag tapasya aur balidaan, ye hi tau sab hai vardaan vida karke, rakhna hi hota hai srujan shakti ka maan samajhi aapne paribhasha jeevan ki, karke ichchhaye nyochhawar maan rakha ishwar ichchha ka, abhiman bane maa baap ke naseeb naseed ki baat hai, aapko srujan karna hi hota hai saayad aap hi ki tapasya hogi, isliye aap hi ko ye gaurav mila hai मैने बेटी बन जन्म लीया, मोहे क्यों जन्म दीया मेरी माँ जब तू ही अधूरी सी थी! तो क्यों अधूरी सी एक आह को जन्म दीया, मै कांच की एक मूरत जो पल भर मै टूट जाये, मै साफ सा एक पन्ना जिस् पर पल मे धूल नजर आये, क्यों ऐसे जग मै जनम दीया, मोहे क्यों जनम दीया मेरी माँ, क्यों उंगली उठे मेरी तरफ ही, क्यों लोग ताने मुझे ही दे मै जित्ना आगे बढ़ना चाहू क्यों लोग मुझे पिछे खीचे! क्यों ताने मे सुनती हू माँ,मोहे क्यों जन्म दीया मेरी माँ? |
|
| Contact Us | About Us | Advertise With Us | Privacy Policy | |
| |
© Pelagian Softwares 2007,
All right reserved |