![]() | ![]() |
| Free Software | Wallpaper | SMS | Jokes | Poems | Story | Time Pass | Facts |
|
Latest Software, |
Latest Wallpaper, | Latest Poems, Unique SMS, Unique Wallpaper | ||||||
|
Poems
>> Bewafai
कुछ दूर हमारे साथ चलो ,
हम दिल की कहानी कह देंगे....... जो ना समझे तुम आंखों से, वो बात पुरानी कह देंगे...... इजहारे वफ़ा तुम क्या समझो, इजहारे वफ़ा तुम क्या जानो, हम जिक्र करेंगे औरों का ....और अपनी कहानी कह देंगे........... kat hi gai judai bhi kab yun hua ke mar gaye
tere bhi din guzar gaye mere bhi din guzar gaye tu bhi kuch aur aur hai ham bhi kuch aur aur hain jaane wo tu kidhar gaya jaane wo ham kidhar gaye raahon mein hi mile the ham raahein naseeb ban gain tu bhi na apne ghar gaya ham bhi na apne ghar gaye wo bhi Gubaar-e-Khaak tha ham bhi Gubaar-e-Khaak the wo bhi kahin bikhar gaya ham bhi kahin bikhar gaye koi kinaar-e-aab-e-ju baitha hua hai sar-nigon kashti kidhar chali gai jaane kidhar bhanwar gaye tere liye chale the ham tere liye thehar gaye tu ne kaha to ji uthe tu ne kaha to mar gaye waqt hi kuch judaai ka itna taveel ho gaya dil mein tere firaq ke Rokk nahin paate yeh aansoo chalo aaj ji bhar ke behne do
mein tha kabki tanha ae dost mujhe tanha hi rehne do unse wafa karke yeh inaam paaya humne vo agar kahe mujhe bewafa toh usse kehne do Tumse rishta tod bhi nahin sakte aur jod bhi nahin sakte tu Bewafa hai ueh soch ke tumse muh mod bhi nahin sakte beshaq tu kisi aur ke haathon ki lakeeron mein hi sahi yeh soch ke hum tumse milne ki aas chod bhi nahin sakte Ae Khuda meri mohabbat mere havaale karde Tadap raha hu uske bina yeh judaai kam karde Reham kar iss chote se dil pe ya Khudaaya Uski mohabbat mere naseeb mein karde Yun door rehkar dooriyon ko badhaaya nahin karte Apne deewaano ko sataaya nahinkarte Har waqt bas jisse tumhaara khayaal ho Usse apni aawaaz ke liye tadpaaya nahin karte Ilzaam unper koi aane na denge..... Bewafa bankar unhe jaane na denge...... Khud hi seh lenge sare dard..... per unhe kabhi sir jhukane na denge. Dastan-e-Ishq jab hum sunanein Lage
Palkon se sab ke ashq bahne lage Marg-e-Ishq ka yeh silsila raha Har kio majh se meri dastan-e-hasrat pouchta raha Wo humdardi jatane lage hum piyaar ka diya jalaney lage Wo dost kah kar hum ko bolane Lage hum unhey apni jaan samjh ke dil ka kareeb lane lage Jab hum un se Ishq-e-mohabbat karne lage Woh Mere Ashyan-e-dil ko tor kar door jane lage Hum tofano mein bhi apne diya ko phir jalane lage Woh kasma-e-dosti da ke Bhool jane ka wada lena lage umer bhar ka wada-e-kasma tor ka wo hum ko bhool jane lage dil-e-hasrat dil mein hasrat ban ka hi rah gaye meri hasratain mere pass ho ke bhi majh se door hone lage Socha na tha kabhi mouth ka leya bhi tarase gai Tum ney samja he nahi mari chahat ko kabi
Tum ney chaha he nahi mari muhabat ko kabi Sochta hoon main jaan leeta tumhey Main ney perkha nahi tari fittrat ko kabi Mana ik umar kati yadoon main chaltey hoey Wo marasam na rahey rahoon pe chaltey hoey Ab hey tanhaian aur perchaian baki Ho gey ham sey juda wo hamsafar marey sathi Sochta hoon ke main jaan leeta tumhey Main ney jana hee nahi tari hasrat ko kabi Ye safar piyar ka tanha kat“ta hee nahi Koi bee per hoo dil machalta hee nahi Tum ko maloom hey tum dulruba hamarey they Piyar ke rahoon main tum hamsafar hamarey they Sochta hoon ke main jaan leeta tumhain Main ney socha hee nahi tari ulfat ko kabi
|
|
| Contact Us | About Us | Advertise With Us | Privacy Policy | |
| |
© Pelagian Softwares 2007,
All right reserved |