kahte hain ki jab koi kisi ko bahut yaad karta hai to 1 tara toot ke girta hai, 1 din saara aasman khali ho jayega aur aapki wajah se ilzaam mere sir aayega
"Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai."
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya, Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya. Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai, Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.