 |
Our Web Clients & Sponser |
 |
| |
|
|
 |
|
 |
|
Poems
>> Mohabbat
Wada ker k nibhaney waley kam hotey hain... ishiq na kerna.. ishiq na kerna... ishiq main ghum hi ghum hotey hain.
main na mil sakon jo tum se meri justuju na kerna.. tumhain meri hi qasam hai . meri arzoo na kerna..
mujhay jis hai muhabbat usay hai ajab ye adat kabhi mun ko pheer lena.. kabhi guftugu na kerna.. tumhain meri hi qasam hai meri arzoo na kerna
main ne chaha tha kisi ko mera hal kia hai dekho jo kia kasoor main ne usay tum kahon na kerna
tumhain meri hi qasam hai meri arzoo na kerna meri ho ager burai tu na dena tum safai mere sath khud ko ruswa kabhi qubaqo na kerna
|
|
Entertainment
News |
 |
|
|