Uniqueidea.net
 
 Free Software | Cinema | Wallpaper | SMS | Jokes | Poems | Story | Time Pass | Facts
KhabarExpress

*Education Directory
* Exam Results
*Who is Who
*Information

* Tutorials
* Articles
* Quote
* Classified
Latest Wallpaper

Poems Category
 
Share your Poems for Moral
Related Tag
 
 
Poems >> Moral


Khoobsurat Hain Wo Log

Khubsoorat hain wo Lub
Jo Pyaari Batein kertey hain

Khubsoorat hai wo Muskurahat
Jo Dusaron k Chehron per bhi Muskan saja de

Khubsoorat hai wo Dil
Jo kisi ke Dard ko Samjhey
Jo kisi ke Dard mai Tadpey

Khubsoorat hain wo Jazbat
Jo kisi ka Ehsaas karein

Khubsoorat hai wo Ehsaas
Jo kisi ke Dard ka Madawa baney

Khubsoorat hain wo Batein
Jo kisi ka Dil na Dukhaein

Khubsoorat hain wo Aankhein
Jin mai Pakeezgi ho, Sharm-o-Haya ho

Khubsoorat hain wo Aansoo
Jo kisi ke Dard ko Mehsoos ker ke Beegh jaein

Khubsoorat hain wo Haath
Jo kisi ko Mushkil Waqt mai Thaam lein

Khubsoorat hain wo Qadam
Jo kisi ki Madad ke liye aagey badhein !!!!!

Khubsooart hai wo Soch
Jo kisi ke liye acha Sochey

Khubsoorat hai wo Insan

Jis ko KHUDA ne ye
Khubsoorati ada ki!!!
Mail to Friend   




Latest Poems
"Sagar aur uski lehrein"

Uthane se ... in Love

वन्दे मातरम् सुजलां सुफलां मलयजशीतलाम् शस्यशामलां ... in Patriotic
दर्द कैसा भी हो आंख ... in Life
jo bhi chahu, wo me ... in Motivation
Hum chahte hi nahi ki ... in Love
Most E-mailed Poems
खुदा से क्या मांगू तेरे ... in Friendship
अपुन की दोस्ती, अपुन आग तो ... in Funny
मैं कभी बतलाता नहीं... पर ... in Exam Tension
dosti karo to dhoka mat ... in Friendship
The most selfish 1 letter “I“ Avoid ... in Friendship
Entertainment News


 Contact Us | About Us | Advertise With Us | Privacy Policy |
© Pelagian Softwares 2007, All right reserved