सेहन-ए-चमन को अपनी बहारों पे नाज़ था
आप आ गए तो सारी बहारों पे छा गए!Read Details
ये समंदर भी तेरी तरह खुदगर्ज़ निकला,
ज़िंदा थे तो तैरने न दिया और मर गए तो डूबने न दिया . .
क्या बात करे इस दुनिया की
"हर शख्स के अपने अफसाने हे"
जो सामने हे उसे लोग बुरा कहते हे,
जिसको देखा नहीं उसे सब खुदा कहते है.Read Details
Khilaaf-E-Tawaqqo Ko Wo Jalwagar Hai,
Ye Husn-E-Nazar Ya Fareb-E-Nazar Hai.
Jhuki Ja Rahi Hai Jibin Kisa Dar Hai,
Ghazab Ki Kashish Hai Bala Ka Asar Hai.
Khushi Aur Gham Kya Hain Dhoka Hi Dhoka,
Na Ye Mautabar Hai Na Wo Mautabar Hai.
Andhere Hain Saare Jamaal-E-Nihaan Tak,
Jo Parda Uthega Sahar Hi Sahar Hai.
Aqeedat Se Aksar Tumhen Dekhta Hun,
Mere Paas Kya Hai Nazar Hi Nazar Hai.A279;Read Details
Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon;
Meri Aankhein Ek Dastak De Deti Hai;
Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai;
Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pehchaan Lete Hai!Read Details
Ehsaas ke daman mein ansu girakar dehko,
Pyar kitna sacha hai ajmakar dekho,
Apko bhulkar kya hogi dil ki halat,
Kisi aaine pe patthar mar kar dekho.Read Details
Hum zindagi se aas kare bhi to kya kare,
Jab tum nahi ho paas, kare bhi to kya kare.
Aansu piye, sharaab piye, zeher bhi to pi liya,
Bujhti nahi hai pyaas, kare bhi to kya kareRead Details
Arz kiya he
Ek nazar humko bhi dekhlo
ab zindagi se ubb gya hu
.
.
.
.
.
.
.
.
Suna he teri ek nazar se katal hua karte he...Read Details
PHIR VOHI SHAAM, VOHI GAM , VAHI TANAHAAI HAI
DIL KO SAMAJHAANE TERI YAAD CHALI AAYI HAI
PHIR TASAVVUE TERE PAHALU ME BITHAA JAAEGAA
PHIR GAYAA WAQT GHADI BHAR KO PALAT AAEGAA
DIL BAHAL JAAEGAA AAKHIR YE TO SAUDAAI HAI...Read Details
Jab usko meri yaad aaya karegi
Tab woh meri gazal gungunaya karegi
Uthkar dekhegi kabhi tasveer meri
Phir use sine se lagaya karegi
Jab bhi najar aayegi meri nishaniya
Unko daman main chhupaya karegi
Beete dino ki beeti kahani
Chhup chhup ke geron ko btaya karegi
Rakha hai jo usne andhre main HUMEY
Bhul par apni pachhtaya karegiRead Details
Kaash wo samajhte is dil ki tadapko ,,
To yu humein ruswa na kiya hota ,,
Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,,
Bas ek baar hume samjh liya hotaRead Details
Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya.Read Details
Tum khafa ho gaye to koi khusi na rahegi,
tere bina chirago me roshni na rahegi,
kya kahe kya gujregi dil pe,
jinda to rahenge par jindagi na rahegi!Read Details
Khafa bi rhte hai or wafa bi krte hai.
Is tarha wo apne pyr ko baya bi krte hai.
Jane kesi narazgi hai humse unki.
Khona bi chahte h or pane ki dua bi krte h...Read Details
Ye gazlo ki Duniya Bhi Ajib hai,
Yaha Aansu ka bhi jam banaya jata Hai,
Keh De Agar Yaha pe Dard-e-dastan'
phir bhi Wah Wah Sunaya Jata hai.Read Details
Apno ko kabhi Sataya nahi jata
Apno ko kabhi Manaya nahi jata
Ruthta wahi hai jo Aapko Apnna Samjhe,
Kyunki ye haq Gairon pe jataya nahi jata,Read Details
Shayro ki Mehfil me baat chali 1 diwane ki,
kin raat jalne wale 1 parwane ki,
Maine Socha kaun hoga ye Sarfira,
Dekha to ungli meri taraf thi zamane ki,Read Details
Jindgi chhoti hai is se darta kyu hai,
pyar to ho jata hai ise karta kyu hai,
mai to pyar me kardu jaan bhi qurban,
par pata to chle mujhe pyar karta kon hai...Read Details
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sakeRead Details
Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee,
Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;
aaj akele haindil sawaal karta hai
Log to uske the, kya khuda bhi uska tha????Read Details
किसी की चाहत को सजा मत देना,
किसी की मुहब्बत को दगा मत देना,
जिसे तुम्हारे बिना जीने की आदत ना हो,
उसे कभी लंबी उम्र की दुआ मत देना।
Read Details
आंसुओं को बहुत समझाया तन्हाई में आया करो,
महफ़िल में आ कर मेरा मजाक ना बनाया करो!
आँसूं बोले, इतने लोगों के बीच भी आपको तनहा पाते हैं,
बस इसीलिए साथ निभाने चले आते हैं!!Read Details
MITTI KA JISM LE KAR PANI K GHAR MAI HU,
MANZIL HAI MAUT MERI MAIN HAR PAL SAFAR MAI HU.
HONA HAI QATL YE MALOOM HAI MUJHE,
LEKIN KHABAR NAHI MAIN KIS-KIS KI NAZAR MAI HU!Read Details
यार के एहसास को हमेशा आबाद रखना
मेरे सच्चे प्यार पर सदा विश्वास रखना।
ये नहीं कहते हमेशा हमारे पास रहो
दूर सही पर हमेशा याद रखना।Read Details
टूटे हुए तारे को देख कर मैं ने कहा
ऐ दिल मांग ले तू भी मुराद कोई ,
फिर दिल से आवाज़ आई की,जो खुद टूट रहा हो ,
कैसे पूरी करेगा वोह फरयाद कोई .Read Details
Mera ye khayal achaa hai,
sahil pe aaya tufaan achha hai,
sochne baithi ki kuch likhoon apne liye,
to aaya tera khayal achha hai,
yun hi taa umar chalte rahenge ye lamhe,
ek lamha tere sath achha hai.
mere ya khayal achha haiRead Details
A special world for you and me
A special bond one cannot see
It wraps us up in its cocoon
And holds us fiercely in its womb.
And though at times a thread may break
A new one forms in its wake
To bind us closer and keep us strong
In a special world, where we belong.
Read Details
Dard me koi mousam pyara nahi hota,
Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota.
Koi dekhe to humari bebasi,
Hum sabhi k ho jate hain
Par koi humara nahi hotaRead Details
बहकते आंसुओं की जुबां नही होती।
लफ्जों में मोहब्बत बयां नही होती।
प्यार मिले तो तुम उसकी कदर करना,
किस्मत हर किसी पे मेहरवां नहीं होती।
Read Details
जाते- जाते वो कैसा सितम कर गए।
कुछ और मेरे नाम नए गम कर गए।
जाने कहां खो गया उनका दिया पता,
देखिए वो मेरी आंखें ही नम कर गए।
Read Details
हुकूमत के साथ-साथ दफ्तर बदल गए।
सुनते हैं कि पानीदार अफसर बदल गए।
सूखी नदी के सामने बरसों खडे थे जो,
पानी मिला तो सूखों के चेहरे बदल गए।
Read Details
नजरें ही मिला करतीं, कोई बात नहीं होती।
कभी महबूब से अपने, मुलाकात नहीं होती।
मत पूछिए अब कहानी, गैरों के इरादों की,
अपनों ने वफा की होती, तो मात नहीं होती।
Read Details
लोग अपना बनाकर छोड देते हैं
रिश्ते गैरों से जोड लेते हैं
हम तो एक फूल भी नही तोड सके
लोग तो दिल भी तोड देते हैं
Read Details
जिंदगी की असली अडान अभी बाकी है,
आफ इरादों का इम्तिहान अभी बाकी है
अभी तो नापी है मुठी भर जमीन
आगे अभी सारा आसमान बाकी है।
Read Details
नजरों को नजारों की कमी नही होती
फूलों को बहारों की कमी नहीं होती
और आप तो आसमान हैं,
आसमान को सितारों की कमी नहीं होती।
Read Details
लम्हे ये सुहाने साथ हो ना हो,
कल में आज जैसी कोई बात हो ना हो
इस दिल में आपका प्यार हमेशा रहेगा,
चाहे पूरी उमर मुलाकात हो ना हो।
Read Details
जे चीज मांग कर मिले वो मन्नत है
चाहकर मिले वो चाहत है
पास है वो अमानत है
दिल से मिले वो रहमत ह।
Read Details
"hum andhero mai the, ujalo ki tarah, unhone dundha hi nahi,dhundhane walo ki tarah! hum dil mai to kya, ruh mai utar jate, unhone chaha hi nahi chahane walo ki tarah!"Read Details
MEHFIL NA SAHI TANHAI TO MILTI HAI....
MILNA NA SAHI JUDAII TO MILTI HAI....
KAUN KEHTA HAI PYAAR ME KUCH NAHI MILTA....
WAFA NA SAHI BE-WAFAII TO MILTI HAIRead Details
Har rat hum tumhe yaad karte kiya hai,
sitaro me tumhe dekha karte hai,
lekin hamare khwabo me mat aana tum
kyuki hum bhoot se dara karte haiRead Details
गर सपनों के आकार होते।
तो शायद वो साकार होते।
बनती क्यूं फूतपाथ जिंदगी,
हम भी नहीं बेकार होते।
Read Details
जो रहते हैं दिल में,
वो जुदा नही होते
कुछ भाव लफ्जों में,
बयां नहीं होते।
एक हसरत है,
उन्हें मनाने की
वो इतने अच्छे हैं,
कि खफा नही होते।
Read Details
Rishta banaya hai to nibhayenge,
Har pal aapko hasayenge-satayenge,
Pata hai aapko to fursat nahi yaad karne ki,
Hum hi msg kr-kr ke apni yaad dilayenge.
Read Details
Shaam-e-Fursat Dhalay, Hum Nahi Chahatay,
Ghum Say Fursat Milay, Hum Nahi Chahatay..
Phir Naya Waar Sehne Ko taiyyar Hain,
Tu Parayshan Rahay, Hum Nahi Chahate..
Aaj Aansoo Bahanay say, Mut Roko,
Aaj Barish Thumay, Hum Nahi Chahatay..
Hum Teray Baad Ujray Hon, To bhi Theek Hai,
Ab Kahin Dil Lagay, Hum Nahi Chahate.. .
Teray Pekar Ko Ham Dekhte Hi Rahein,
Tu Nazar Say Hatay, Ham Nahi Chahate..
Kis Qadar Dil Nasheen Hai Ye Moujon Ka Shor,
Ghum Ka Dariya Ruke, Ham Nahi Chahate..
Iss Qadar Piyar say Tu Pukara na Kar,
Aag Dil Ko Lagay, Hum Nahi Chahate.Read Details
Yeh zara zara si baat per,
Tarha tarha ka azaab kiyon?
Jo kisi say bhi khafa na ho,
Mujhey us khuda ki talash hai.
Mujhey laghzishon pay her ghari,
Koi tokta hay baar baar.
Jisay ker k dil ko dukh na ho,
Mujhey us gunah ki talash hai,
Bina Humsafar k kab talak,
Koi musafaton main laga rahay.
Jahan koi kisi say juda na ho,
Mujhey us raah ki talash hay.
Mujhey daikh ker jo aik nazar,
Meray saray dard samajh sakay.
Jo is qadar ho Chara-e-gar,
Mujhey us nigaah ki talaash hay.Read Details
Zindagi ki raahon mein Ranj-o-gham ke mele hein
bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein
sazishein zamaney ki kaam ker gain aakhir
aap hein udher tanha hum idher akailey hein
bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein
ab to apna saya bhi kho gaya andheron mein
aap se bichar ker hum kis kadar akailey hein
kon kis ka sathi hey hum to gham ki manzil mein
pehley bhi akailey they aaj bhi akailey hein
aainey ke soo tukrey ker ke hum ne dekhey hein
aik mein bhi tanha they soo mein bhi akailey hein
bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein
zindagi ki raahon mein ranj-o-gham ke mele hein
paas hey sawa jiskey eik na ik haseen katil
justiju mein katil ke siraf hum akailey hein
bheer hey qayamat ki phir bhi hum akailey hein
zindagi ki rahoon mein ranj-o-gham ke mele heinRead Details
farz karo tum chat per baithe
apne baal sukhatey hoo.
farz karo ke dhoop
ka us din kuch kuch rang gulaabi hooo.
farz karo tum baithe baithe
gehri souch main kho jao.
baal sukhana choord ke sar
ghutnoon pe rakh kar so jao.
farz karo us neend main
tum ne dekha asai sapna hooo.
bekal hokar man ye chahey
kaash ye sapna apna hooooo.
farz karo tum khat likhne ko
kaghaz qalam uthatey hoo.
khat likhne se pehle kaghaz
ko khushboo khoob lagatey hooo.
farz karo alqaab pe aakar
qalam tumhara ruk jaey.
nazar tumhai dhak dhak
karke dil ki janib jhuk jaey.
farz karo aik naam likho
aur likh kar kato phir likho.
farz karo sapne afsane khat
ka naam muhabbat ho.
farz karo hum donon ke dil aik
hi saath dhardakte hooon.
farz karo ye saari baatain
FARZ na karni pardti hoonRead Details
Abhi kuch dair baqi hai!!
Khizan k beet janay main,
Guloun k Muskuranay main,
Khushi k geet ganay mein,
Baharon k zamanay main,
Abhi kuch dair baqi hai..!
Main tum ko bhool jaonga..!
Na tum ko Yaad aaonga..!
Main tum se dour reh k bhi,
Tumhain jee ker dikhaonga..!
Tumhain maloom hay laikin,
Yeh sub main kar na paaonga,
K tum ko bhool janay main,
Abhi kuch dair baqi hay..!Read Details
Waqt-e-dua main ek dua karon,
main rab se ek eltija karon,
tu khush rahe,
tu shaad rahe,
teray dil ka angar abaad rahay,
tu har pal yun hi hansa kare,
tu phulon ki manind khila kare,
teri zindagi main koi ghum na ho,
teri aankh kabhi num na ho,
tujhey kisi se koi gila na ho,
koi dukh tujhey mila na ho,
teri rad kabhi dua na ho,
tee lab py koi sada na ho,
tujhey bin mange wo ataa karay,
teri maaf her ek khata karay.!
Ameen..!Read Details
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon
Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon
Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon
Tum se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon
Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon
Haq ke saath kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoonRead Details
जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता हैRead Details
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.
Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi....Read Details
मेरी खामोशियों में भी फसाना ढूंढ लेती है
बड़ी शातिर है ये दुनिया बहाना ढूंढ लेती है
हकीकत जिद किए बैठी है चकनाचूर करने को
मगर हर आंख फिर सपना सुहाना ढूंढ लेती है
न चिडि़या की कमाई है न कारोबार है कोई
वो केवल हौसले से आबोदाना ढूंढ लेती है
समझ पाई न दुनिया मस्लहत मंसूर की अब तक
जो सूली पर भी हंसना मुस्कुराना ढूंढ लेती है
उठाती है जो खतरा हर कदम पर डूब जाने का
वही कोशिश समन्दर में खजाना ढूंढ लेती है
जुनूं मंजिल का, राहों में बचाता है भटकने से
मेरी दीवानगी अपना ठिकाना ढूंढ लेती हैRead Details
Zindagi ek Gift hai, (Qabool kijye)
Zindadi ek Ehsaas hai, (Mehsoos kijye)
Zindagi ek Dard hai, (Bant lijye)
Zindagi ek Aansu hai, (Pee lijye)
Zindagi ek Pyaas hai, (Pyaar dijye)
Zindagi ek JUdai hai, (Sabar kijye)
Zindagi ek Milan hai, (Muskura lijye)
Zindagi aakhir Zindagi hai, (Jee lijyeRead Details
phir shyam huein unki yaad ayee..phir subah hoein unki yaad aayi jiska intezar hum karte hai, kab wo ghadi ayeegi"
Read Details
Kal ham rahe ya na rahe meri yade sada tere sath rahengi,
najar utha ke dekhana us chand ko apni tasbir wahan bani rahegi.
Read Details
Sapano Ki Baarat Thi,
Vo Mere Saath Thi
Halki Si Barsaat Thi
Tabhi Ek Awaaj Aai
Subah Ho gai MamuRead Details
Hum Tum Se Door Kaise Rah Paate
Dil Se Tumko Kaise Bhool Paate
kaash Tum Sanso Ke Alava aaine me base hote
Khud ko dekhate to Tum Nazar AateRead Details
Dekha Tumko Jab se
Ye Baat Is Dill me Tab Se
Mil Jaye Mujhako Pyar Tera
Fir Managa or na kuchh Rab seRead Details
Door Jaane Ka Hosla Na Hua,
Door Rahakar Bhi Tu Juda Na Hua
Tujhse Milakar Kisi or se kya Milate
Koi Tere Jaisa Humnavaa Na Mila
Read Details
Isqe Ke School Me Nayaa Mahaul Taiyaar Ho Gaya
Ek Teacher ko Pappu ki girlfriend se pyaar ho Gaya
Bus Tabhi Se pappu ka dil udaas ho Gayaa
Class Ke sare Bachche Fail Ho Gaye or Pappu Pass Ho Gaya
Read Details
Husn Ki taarif na kijiye
suna hai Deewaro ke bhi kaan hote hai
bhagaa kar koi aur le jata hai
hum maasum yu hi badnaam hote haiRead Details
Mat kar mere dost hasinao ke husn se muhabbat
vo ankhon se vaar karati hai
maine teri vaali ki ankho me dekha hai
vo mujhe bhi pyaar karati haiRead Details
Husn pe jab bhi masti chhati hai
mujhe tumhari yaad aati hai
Hay kya ada, kya shakla hai tumhari
mujhe tom and jerry ki yaad dilaati haiRead Details
Usake Husn ki tarif me rachi chaupaee,
Khush hoker hamane begum ko sunai
ghar me bhadak gaya danga
ho gaee hathapaee
Bhukhe Rahe hum
usne pakad li charpaeeRead Details
Baadab, Bamulaayaja Hoshiyaar, Paagalon ke Mahaaraaja, Hindustani Bevkoofon ke Sardaar, Noore Chasm, Husn-E-Pagalistan SMS Padhakar Muskura Rahe Hai!Read Details
Maangi Thi Dua Aashiyane Ki,
Chal Padi Aandhiya Jamane Ki,
Aapka gum to koi Samjh Na saka.
Kyonki aapki aadat hai gamo me bhi muskurane ki.Read Details
Hum Aanh bhi bharate hai to ho jaate hai badnaam or wo katla bhi karate hai to Charcha nahi hotiRead Details
likho to paigam kuch aisa likho ki kalam bhi rone ko majbur ho jay,
her labzz me wo dard pher do ki phadhane wala pyar karane per majbur ho JayeRead Details
Saath Rahate Rahate yun hi waqt guzar jaayega
Door hone ke baad Kaun kise yaad aayega
Ji lo har pal jab hum saath hai
Kal ka kya pata waqt kahan le jayegaRead Details
Jindagi Ki raho me jab aage - aage jaoge
Peeche Ek saya tum hardam paoge
Mudakar Dekhana To Tanhai Hogi
Agar Mahsoos karoge to hume paogeRead Details
Dil Ka Dard Jo Na Samjhate Ho,
Laakh Samjhaane Ke Baad
Kya Khaak Khusboo Aayegi
Phool, Mujhane Ke Baad, Makeup Se Jo Aayee He Tere face Pe Jo Chamak, Aa Gayi ho Ronak Jaise Ghar Putwane Ke Baad, Dilo-Dimaag Ke Meter Pe, Meri Yadon Ka Vajan Kum Daaliye, Varnaa Fuse ood Jaayega, Load Badh Jaane Ke BaadRead Details
Teri Dosti Ke Liye, Duniya Chhod Denge Hum, Teri Taraf Aaye, Her Tofaan Ko Mod Denge Hum, Per Yaad Rakhana, Gar Tune Saath Chhoda, To Teri Haddiya Bhi Tod Denge HumRead Details
Khwabon Me Aayenge, SMS Ki Tarah
Dil Me bus Jaayenge, Rington Ki Tarah
Pyaar Kam Na Hoga, Balance Ki Tarah
Tum Bus Busy Na Rahana, Network Ki TarahRead Details
Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehte Hain, Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain
wah wah wah wahhhhh)
Read Details